Roman script

swarg ka vaibhav chhod tod apno se nata

saty ke path pe chala dharm ka rakhwala

dhundh raha hai parbhu ko apne

tyaag maan abhimaan ke sapne

liye prem ka prabal sahara

mila bhagat bhagwaan ko apne

chhaya man me ujiyala

saty ke path pe chala dharm ka rakhwala

Explore this song