Roman script
surmayi sham is tarah aaye surmayi sham is tarah aaye saans lete hai jis tarah saaye surmayi sham is tarah aaye saans lete hai jis tarah saaye surmayi sham koi aahat nahi badan ki kahi phir bhi lagata hai tu yahi hai kahi koi aahat nahi badan ki kahi phir bhi lagata hai tu yahi hai kahi wakt jata sunayi deta hai tera saya dikhayi deta hai jaise khushbu nazar se chhu jaye jaise khushbu nazar se chhu jaye saans lete hai jis tarah saaye surmayi shaam din ka jo bhi paher guzarata hai koi ehsan sa utarata hai din ka jo bhi paher guzarata hai koi ehsan sa utarata hai wakt ke panv dekhta hu main roz ye chhanv dekhta hu main aaye jaise koi khayal aaye aaye jaise koi khayal aaye saans lete hai jis tarah saaye surmayi sham is tarah aaye saans lete hai jis tarah saaye surmayi sham lyrics typed by :- ruchita parab.
Song details
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Lekin (1991)
- Composer: Hridaynath Mangeshkar
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Vinod Khanna
- Actor: Dimple Kapadia
- Actor: Hema Malini
- Actor: Alok Nath
- Actor: Moon Moon Sen
- Actor: Amjad Khan
- Actor: Beena
- Actor: Manohar Singh
- Actor: Vijayendra Ghatge
- Actor: Ajit Vachchani
Song video
actor: Vinod Khanna, Dimple Kapadia