Roman script

surma mohabbat wala surma

surma mohabbat wala surma

laakho diwaane mar gaye re mar gaye

re mar gaye

kya kya hungame kar gaye re kar gaye

re kar gaye

laakho diwaane mar gaye re mar gaye

re mar gaye

kya kya hungame kar gaye re kar gaye

re kar gaye

laakho diwaane mar gaye, laakho diwaane mar gaye

kya kya hungame kar gaye

kya kya hungame kar gaye

ankhiyan me haay ankhiyan me

ankhiyan me jab se maine daala

surma mohabbat, surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala, surma mohabbat wala 

meri jawani aisi diwaani

meri jawani aisi diwaani

karna chaahe sab beimaani

aate jaate jab anjaane

aankh kisi se lad gayi ve

baat rahi na mere bas me

badh gayi badh gayi ve

ankhiyan me haay ankhiyan me

ankhiyan me jab se maine daala

surma mohabbat, surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala, surma mohabbat wala 

charcha hai mera shehar me

charcha hai mera shehar me

jalwa hai mera sabki nazar me

lut gaye lut gaye aashik sare

meri in muskaano pe

kurbaan ho gaye kurbaan ho gaye

sab mere armaano pe 

ankhiyan me haay ankhiyan me

ankhiyan me jab se maine daala

surma mohabbat, surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala, surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala, surma mohabbat wala 

surma mohabbat wala, surma mohabbat wala

Explore this song