Roman script

suno ye jamane ki kahani 
hai aansu ki jubani 
ho jaane wale karle yakeen
ho tera duniya me koi nahi 
ho tera duniya me koi nahi 
koi roye koi gaaye 
kahi pe dhup aur kahi pe saye 
wah re malik tera nyay 
wah re malik tera nyay
tera nyay 
suno ye jamane ki kahani 
hai aansu ki jubani 
ho jane wale karle yakeen
ho tera duniya me koi nahi 
ho tera duniya me koi nahi 
koi dulhan sajkar aaye 
kisi ki arthi tanha jaye 
koi dulhan sajkar aaye 
kisi ki arthi tanha jaye 
rah me koi thokar khaye 
wah re malik tera nyay, tera nyay 
suno ye jamane ki kahani 
hai aansu ki jubaani 
ho jane wale karle yakeen
ho tera duniya me koi nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube