Roman script

suno suno yaro meri baat mano 

meri baat mano ladki ko jano 

he suno suno yaro meri baat mano 

meri baat mano ladki ko jano 

ladki musibit ka naam hai 

ladki kayamat ka naam hai 

are ladki mushibit ka naam hai 

ladki kayamat ka naam hai 

ladki to aafat ka naam hai 

ladki imakat ka naam hai

suno suno yaro meri baat mano 

meri baat mano ladki ko jano 

ladki mohabbaat ka naam hai 

ladki sharafat ka naam hai 

ladki mohabbaat ka naam hai 

ladki sharafat ka naam hai 

ladki inayat ka naam hai 

ladki ibadat ka naam hai 

mere bhi dil me mohabbaat jagi thi 

mujhko bhi dil ki bimari lagi thi 

haye mere bhi dil me mohabbaat jagi thi 

mujhko bhi dil ki bimari lagi thi 

achhi bhali meri takdir phuti

ladki ke chakkar me baattisi tuti

meri batti bhi tut gai yaar

is pyar me kya hua mujhko hasil

mai na raha muh dikhane ke kabil 

to ladki hai hazamat ka naam hai 

ladki to nafrat ka naam hai

ladki mushibit ka naam hai 

ladki kayamat ka naam hai 

aansu bahane na ghunt ghunt ke marne 

aaye hai duniya me hum pyar karne

aansu bahane na ghunt ghunt ke marne

aaye hai duniya me hum pyar karne

ladki ko apna bana ke to dekho

yaro kahi dil laga ke to dekho

iske bina har khushi hai adhuri

iske bina zindagi hai adhuri

ladki to rahat ka naam hai

ladki to chahat ka naam hai

ladki mohabbaat ka naam hai 

ladki sharafat ka naam hai 

ladki ki baho me daulat hai sari

amiro ko ye bana de bhikhari

ladki hi jivan ki gadi bhadaye

ladki hi jivan ki naiya dubaye

ladki hai sabki safalta ke pichhe

ladki hi sabko girati hai niche

aurat ne hi to humko paida kiya hai

aurat ne hi humko rusva kiya hai

aao chalo milke shadi rachaye

shadi hai barbadi kaise baataye

is genration ko aage bhadaye

ladki zarurat ka naam hai

ladki to jannat ka naam hai

ladki mohabbaat ka naam hai 

ladki sharafat ka naam hai

Explore this song