Roman script

hey suno suno re bhaiya hum laye hai 

ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani

arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai 

ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani

arey nani arey nani ho nani

bahut dino tak mal udaya ullu hume bnaya

chhupke chhupke gap gpa gap kya

chhupke chhupke gap gpa gap baith ke 

halwa khaya gap gpa gap 

gap gpa gap baith ke halwa khaya

arey ab to khulegi beta ji ki sari beimani

aaj kisi jalim ki marne wali hai nani

arey nani arey nani ho nani

kah do daulat ke andho se kare na humse jhagda

arey bado bado ke sar pe padta samay ka juta tagda ho padta

ho padta samay ka juta tagda nahi chlegi yaha kisi bhi

bachche ki saitani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani

arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai 

ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani

haye nani haye nani ho nani

Explore this song