Roman script

suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai 
din ka suraj raat ke taare sab hai sath humare 
din ka suraj raat ke taare sab hai sath humare 
soye jaga do bhag laga kar 
sachhayi ke nare sachhayi ke nare 
jhuth ke is andhere nagar se humko niklana hai 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai 
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai hume takdir badlna hai
hume takdir badlna hai hume takdir badlna hai
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai 
purab pashchim aag lagi jalta hai jag sara 
purab pashchim aag lagi jalta hai jag sara 
aao jara is gam se dila de 
duniya ko chhutkara duniya ko chhutkara 
pyar ke shamma leke andheri raat me chalna hai 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna hai 
suno na logo raag purana 
chhed do milkar naya tarana 
duniya walo ki hume takdir badlna hai 
hume takdir badlna ha

Song details

Song video

Watch on YouTube