Roman script

suniye suniye hamara fasana 

dil na jane kaha kho gaya

bhul jao ji tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

suniye suniye hamara fasana 

dil na jane kaha kho gaya

bhul jao ji tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

humko bharosha tha apne dil par

kaise tumhara hua hai

hota hai kya kya dekhoge aage

ye to abhi ekta hai

roz rato ko tare ginega

rog dil ka tumhe ho gaya

bhul jaoge tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

suniye suniye hamara fasana 

dil na jane kaha kho gaya

bhul jao ji tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

kitne musafri bhule hai manjil

ulfat ke rashte na jana

jitna bhi chaho hamko satalo

ye hai tumhara jamana

hum bhi ek roz tum par hasenge

pyar agar tumko ho gaya

bhul jaoge tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

suniye suniye hamara fasana 

dil na jane kaha kho gaya

bhul jao ji tum apne dil ko

ab to wo dil mera ho gaya

Explore this song