Roman script

suni sej saja du aa main tujhe sula du 

suni sej saja du aa main tujhe sula du

apani nindiya ko main tere naino mein basa lu

suni sej saja du

nind ka jhonka aaya hai isne tujhe daraya hai

aaj ki raat piya tujhpe meri julfo ka saya hai

nind ka jhoka aaya hai isne tujhe daraya hai

aaj ki rat piya tujhpe meri julfo ka saya hai

iss saye mein jo bhi aaye 

main usko dhamka doon suni sej saja du

aa main tujhe sula du apni nindiya ko main 

tere naino mein basa lu sej saja du

maati aag pawan pani inse ye sansar bana

par jane kiski chij se raaja ye aurat ka pyar bana

mati aag pawan paani inase ye sansar bana

par jane kisaki chij se raaja ye aurat ka pyar bana

main shabnam hu par main chhuke shola tujhe bana du

suni sej saja doon aa main tujhe sula du

apni nindiya ko main tere naino mein basa lu

suni sej saja du

rah taki inn rato ki jaane kitani raato se

kash utha dete tum mera ghunghat apne haatho se

rah taki inn rato ki jaane kitani rato se

kash utha dete tum mera ghunghat apne hatho se

ji chahe jal jau bati banake deep bujha  du

suni sej saja  doon aa main tujhe sula  du

apani nindiya ko main tere naino mein basa lu

suni sej saja du sej saja dun la la la la 

suni sej saja du hmm hmm hmm

Explore this song