Roman script

aa sune zamane ke tane, hazaro julm sahe 

na haal kah sake apana, tadap tadap ke rhe 

na sans lene ki mohalat, na sar utahne ki 

na sans lene ki mohalat, aji na sar utahne ki

mitake chhodengi gardish hame jamane ki 

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya

yun hi huye tera intejar nahi

aa aa tadpti mauj ko, milta kabhi karar nahi 

nasib hi me hamare, kabhi bahar nahi 

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

udake le gayi wo bhi, hawa jamane ki 

udake le gayi wo bhi, hawa jamane ki

jara si khak jo, baki thi ashiyane ki 

hamari laash pe aana, to dhank lena muh 

agar jo kuchh aur nahi rasm hain jamane ki 

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya 

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye  

yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye

Explore this song