Roman script

sunaye kisko afsana kisi par dil hai diwana

shama pe jaise parwana hame aata hai mar jana

sunaye kisko afsana 

ab teri khushi me meri khushi hai

ab teri khushi me meri khushi hai

kya jindagi hai kya jindagi hai

dard nishani teri dard nishani teri pati rahi hai

kya jindagi hai kya dillagi hai 

juba pe kuch bhi na lana yuhi chupke se jal jana

tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana

sunaye kisko afsana 

ab tere liye hum utha rahe gum

ab tere liye hum utha rahe gum

dil ko jalake dil ko jalake jo bhi kaha hai tumne

jo bhi kaha hai tumne wo hamne mana hai

khud ko mitake khud ko mitake

bhala kyu gum se ghabrana ye dil hai tera najrana 

tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana

sunaye kisko afsana

Explore this song