Roman script

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara

sun jara soniye sun jara

sun jara soniye sun jara

aaj khamoshiyo se 

aa rahee hai sada

dhadkane hai divanee 

dil bhee kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara

aaj khamoshiyo se 

aa rahee hai sada

dhadkane hai divanee 

dil bhee kuch keh raha hai

sun jara 

soniye sun sun sun jara

beete lamhon ke saye toh 

bas yahi tham gaye hai

yad mujhe aaye teree baate

palako kee surkh chadar pe 

ashk bhee jam gaye hai

teree aankhon se naa hatati aankhe

bebasee kaa hai aalam 

kya karu main bata

dhadkane hai divanee 

dil bhee kuchh keh raha hai

sun jara soniye sun jara

sun jara soniye sun jara 

aaj khamoshiyo se 

aa rahee hai sada

dhadkane hai divanee, 

dil bhee kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara

sun jara soniye sun jara  

chum ke apane hoton se 

tere gam ko chura lu

lake tujhe de du khushiya saree

apanee har bekararee ko 

sine me hee chupa lu

meree chahate jaye tujhpe waree

sehme sehme labon me 

ghul gaee hai duwa

dhadkane hai divanee 

dil bhee kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara 

aaj khamoshiyo se 

aa rahee hai sada

dhadkane hai divanee, 

dil bhee kutch keh raha hai

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song