Roman script

sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya

na nind aati hai, na chain aata hai 

mujhe le chal ya unko bula

wada tha aane ka lagta hai sautan ne roka hai

tu hi bata sathiya sharafat nahi yeh to dhoka hai

wada tha aane ka lagta hai sautan roka hai

tu hi bata sathiya sharafat nahi yeh to dhoka hai

badi yad aati hai mujhko satati hai 

mujhe le chal ya unko bula

sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya

sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya

kya karu raato ko khwabo me woh tadpate hai

kya kahu din me bhi tare najar mujhe aate hai

na raat katati hai, na din gujrata hai

mujhe le chal ya unko bula

sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya

sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song