Roman script

sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

maine samjha maine jana

tere rup ke aage pani bharti

sehero ki har chhori

sun sun

o sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

kisne tujhe chanda naam diya

tere chehre par kahin daag nahi

kisne tujhe chanda naam diya

tere chehre par kahin daag nahi

jo teri tarah se roshan ho

yaha aisa koi charag nahi

wo din bhi aayega

jab o chanda tu ban jayegi

ek chanda ki chakori

sun sun

o sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

o ho o ho o

o ho o o ho

bijli ki ada koyal ki sada tu

phulo ki hansi ki chor hai tu

bijli ki ada koyal ki sada tu

phulo ki hansi ki chor hai tu

kudrat ki churake sundarta

ab saadhe najar kis or hai tu

mujhe dar hai mujhe dar hai 

kahin ho na jaye ho na jaye

mere man ki chori

sun sun

o sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

sun sun gaanv ki gauri

sunkar batiya tori

maine samjha maine jana

tere rup ke aage pani bharti

sehero ki har chhori

sun sun

o sun sun gaanv ki gauri

o sun sun gaanv ki gauri

o sun sun gaanv ki gauri

sun sun

Explore this song