Roman script

sun sugana re haay

chunari ki pag bandhu, paijania re haay

amma ki le jaa laado balaiya re haay

sun sugana re haay, babul ki odhe ud jaa

chunariya re haay

bas jaa tu jake pi ki nagariya re haay

sanjh ke haath me laaj ki mehndi

ban ke tu bhali muskurana re haay

rup ke baato me, preet ki mundri

piya ki gali laado, gun gunana re

ho chod de chulha chaaki

madaiya re haay

ganga kara du paar main

ganga kara du paar main

beet rani jas saari umariya re haay

rab se kara du karaar main

rab se kara du karaar main

sun sugana re haay

bas jaa tu jake pi ki nagariya re haay

Explore this song