Roman script

sun sajna sun sajna tujhpe hai jiwan arpan

sun sajna sun sajna tujhpe hai jiwan arpan

mai hu rup sajan tu mera darpan

mai teri khushbu tu mera chandan

sun sajni sun sajni aisa hai apna sangam

tu mere sapno ka mandir pyar tera hai meri pooja

in charno me swarg banau tu mera bhagvan hai duja

tam man jivan sab hai tera tere bina kya sathi mera

sun sajnii sun sajnii asa hai apna sangam

bin tere to me hu adhura tu to adha ang hai mera

jab tak meri sans chalegi chodunga na sath mai tera

tu sagar hai mai hu dhara janmo ka hai sath hamara

sun sajnii sun sajnii aisa hai apna sangam

tere mere mudhur milan se o tere mere mudhur milan se

ek nanha sa phul khilega uske aa jane se priyatam

humko duja janam milega khelenge hum sath me uske

bhar jaega suna angna sun sajnii sun sajnii 

aisa ho apna sangam tujhpe ha jivan arpan

Explore this song