Roman script

sun sahiba sun pyaar ki dhun 

ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

koi haseena kadam pehle badhaati nahin

majboori dil se na ho to paas aati nahi

majboori dil se na ho to paas aati nahi

majboori dil se na ho to paas aati nahi

khushi mere dil ko had se zyaada hai

tere sang zindagi bitaane ka iraada hai

o preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh

hote na ishaara to chal doon main saath bhi 

hote na ishaara to chal doon main saath bhi 

tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi

dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi

ho daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

o mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri

tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri

tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri

dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi

aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi

o kar le kabul mujhe hoga bada pun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun

sun sun sahiba sun pyaar ki dhun

Explore this song