Roman script
sun nita sun nita mai tere pyar ke geet gane laga hu mahfil ko anjane afsane sunane laga hu sun nita sun nita mai tere pyar ke geet gane laga hu mahfil ko anjane afsane sunane laga hu tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya kya yaad nahi tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya kya yaad nahi gujri hui wo raate teri bhuli hui wo baate teri tujhko yad dilane laga hu sun nita mai tere pyar ke geet gane laga hu mahfil ko anjane afsane sunane laga hu tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye gam mil gaya ye khub hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye gam mil gaya ye khub hua sharmane ghabrane lagi tu uth kar kyu jane lagi mahfil se mai jane laga hu sun nita mai tere pyar ke geet gane laga hu mahfil ko anjane afsane sunane laga hu
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Dil Diwana (1974)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Randhir Kapoor
- Actor: Jaya Bachchan
- Actor: Komal (Poonam Sinha)
- Actor: Durga Khote
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Tun Tun
- Actor: Kamal Kapoor
- Actor: Paintal
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Manmohan
Song video
actor: Randhir Kapoor, Jaya Bachchan