Roman script

sun meri banno sun sun meri banno

sun meri banno sun sun meri banno

shadi ka laddu aisa kaisa kaisa shadi ka laddu aisa kaisa kaisa 

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye 

biwi kitni bhi ho khubsurat kuchh din hi piya mann bhaye

karke naa jaane kitne bahaane jaake shohar kahi dil lagaye 

yaha jiski hui hai shadi kehta hai ise barbadi 

sochke dil mera ghabraye

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye 

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

sara din phirte hai maare maare naa gujarti kawaro ki raate 

sara din phirte hai maari maare naa gujarti kawaro ki raate 

ye bataye to kisko bataye dil mein hoti hajaaro hi baate

inka yahi to hai kahna mushkil hai kawara rehna 

inka yahi to hai kahna mushkil hai 

kawara rehna nind akele naa aaye

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye 

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

sun meri banno sun sun meri banno

sun meri banno sun sun meri banno

shadi ka laddu aisa kaisa kaisa shadi ka laddu aisa kaisa kaisa 

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye 

jo khaye wo pachhtaye jo naa khaye lal chaye

Explore this song