Roman script

sun mere shyam sun mere shyam sun mere shyam shayam

shyam mere gam ki kahani sun mere shyam

sun mere shyam shyam shyam mere gam ki kahani

sun mere shyam

koi nahi mera saari duniya parayi hai 

koi nahi mera saari duniya parayi hai 

sabke sahare sun teri duhai hai 

sabke sahare sun teri duhai hai 

dekho mere shyam dekho mere shyam

dekho mere shyam shyam shyam shyam meri aankh mein hai pani

sun mere shyam sun mere shyam shyam 

shyam mere gam ki kahani sun mere shyam

duniya banane wale chand-sitaro wale

duniya banane wale chand-sitaro wale

kaho kab honge mere dil mein ujale

kaho kab honge mere dil mein ujale

manega kaun shyam manega kaun shyam

manega kaun shyam shyam shyam mere tune jo na mani 

sun mere shyam sun mere shyam 

shyam shyam mere gam ki kahni 

sun mere shyam 

shyam shyam mere gam ki kahni sun mere shyam

Explore this song