Roman script

sun mere ki dhun matwari morni 
dil ka sun le tu afsana
dil ka sun le tu afsana
haye bat na jana na
haye bat na jana na dil ko
le lo ye dil apna saiya nain rasile se sajan
nain rasilo se dalo dil ko 
o ji dalo dil ko haari ham to
bato bato se ham to bato bato se
are matware matware mere piya 
dhadke hamra jiya chhoti si jaan jaye re
chhoti si jaan jaye re 
dil ka sun le tu afsana
dil ka sun le tu afsana
haye bat na jana na
haye bat na jana na dil ko sun le 
dil ka sun le tu afsana
manka chalta toke hardam
banna bhola re banna bhola re
tera mera o ji tera mera 
ab ye jalim sath naa chhute re
ab to sath na chhute
are dilwale are dilwale maan jara
mujhko pahchan jara chhoti si jaan jaye re
are dilwale are dilwale maan jara
mujhko pahchan jara chhoti si jaan jaye re
chhoti si jaan jaye re 
dil ka sun le tu afsana
dil ka sun le tu afsana
haye bat na jana na
haye bat na jana na dil ko sun le 
dil ka sun le tu afsana

Song details

Song video

Watch on YouTube