Roman script

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba 

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

zindagi ki tarah hain woh khubsurat 

jo mere dil ki har pal hain jarurat 

zindagi ki tarah hain woh khubsurat 

jo mere dil ki har pal hain jarurat 

jo hain meri pehli mohabbat

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba 

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba 

uski aankhon ki dekh chamak

dil jaata hain yaaron dhadak

uski aankhon ki dekh chamak

dil jaata hain yaaron dhadak

saadgi ki woh aisi murat 

dil ko bhaati hain bholi surat

woh hain aaisi woh hain waisi

kya kahu main woh hain kaisi 

woh hain aaisi woh hain waisi

kya kahu main woh hain kaisi 

maano jaise woh ek ajooba

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

kehti hain yeh kaliyan sabhi

gungunati hain galiyan sabhi

kehti hain yeh kaliyan sabhi

gungunati hain galiyan sabhi

kaash aisa ho jaaye abhi

paas aa jaaye woh ajnabi

kehta hain dil darta hain dil

suljhe na yeh kaisi mushkil

kehta hain dil darta hain dil

suljhe na yeh kaisi mushkil

aankhon mein uski main dooba

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

zindagi ki tarah hain woh khubsurat

jo mere dil ki har pal hain jaroorat

zindagi ki tarah hain woh khubsurat

jo mere dil ki har pal hain jaroorat

jo hain meri pehli mohabbat

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba 

sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

Explore this song