Roman script
ulajhta rahoon, jhulasta rahoon teri chahat mein main jalu main jeene ki khwaish mein marta rahoon ye kaisi sanak ye main karta hoon kyun ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ye sanak fitraton mein basi hai kahin raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin andhiare hi raas aate unhe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe gum sum kabhi thamo na hath do pal to sang sang chalo ik rah ke, ik mod par khwabon ki tarah milo rahein to hain sabki juda tum apni raah par chalo hathon mein hath accha hai khwaab khwabon se baahar milo ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe jo bhi kiya kam hi kiya karne ko kitna hai baki gum ke sheher mein tanha firu kuch to khabar lo yahan ki khud ke liye sab hai kiya phir kyun hai itni udasi humne bhi to chun li hai khud khwahish ki rahein dua si ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ye sanak fitratoon mein basi hai kahin raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin andhiare hi raas aate unhe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
Song details
- Singer: Javed Ali
- Singer: Shilpa Rao
- Film / album: Yeh Saali Zindagi (2011)
- Composer: Nishat Khan
- Lyricist: Swanand Kirkire
- Actor: Arunoday Singh
- Actor: Chitrangda Singh
- Actor: Irrfan Khan
- Actor: Aditi Rao Hydari
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Sushant Singh
- Actor: Vipin Sharma
- Actor: Yashpal Sharma
- Actor: Prashant Narayanan
- Actor: Vipul Gupta
singer: Javed Ali, Shilpa Rao