Roman script

sun jiniya are ja

sun jiniya nahi karunga ab galti

jo tu na ruthe re kabhi nahi karunga ab galti

jo tu na ruthe re kabhi mail ho to chut jaye

aadat na chute re kabhi

sun jiniya are ja nahi karunga ab galti

jo tu na ruthe re kabhi mail ho to chut jaye

aadat na chute re kabhi sun jiniya are ja

aaja re ab, aaja re ab laut ke tu aaja

akela mai rah na sakunga

ari jiniya mujhe chhod gayi kahe

mai duniya se kah na sakunga, chal chal tu

chal chal tu kitna sidha sadha hai dekh liya re

kacha ek dhaga tera wada hai dekh liya re

sun jiniya are ja

ye na samjh ye na samjh dil ko dobara mai 

phir se kahi ab jod dunga ari tere bina hatho se apne

mai apna hi dil tod dunga rahne de rahne de 

in bato me dam nahi hai meri jiniya kuch bhi kahe

mujhko koi gum nahi hai sun jiniya are ja

Explore this song