Roman script

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara

aaj khamoshiyo se aa rahi hai sada

dhadkane hai divani, dil bhi kuch keh raha hai

sun jara soniye sun sun sun jara

bite lamho ke saye toh bas yahi tham gaye hai

yaad mujhe aaye teri baate

palko ki surkh chadar pe ashk bhi jam gaye hai

teri aankho se na hatati aankhe

bebasi ka hai aalam, kya karu main bata

dhadkane hai divani, dil bhi kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara 

aaj khamoshiyo se aa rahi hai sada

dhadkane hai divani, dil bhi kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara  

chum ke apne hotho se tere gam ko chura lu

lake tujhe de du khushiya sari

apni har bekarari ko sine me hi chupa lu

meri chahate jaye tujhpe wari

sehme sehme labo me ghul gayi hai duwa

dhadkane hai divani, dil bhi kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara 

aaj khamoshiyo se aa rahi hai sada

dhadkane hai divani, dil bhi kuch keh raha hai

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara 

sun jara soniye sun jara, sun jara soniye sun jara 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song