Roman script

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

tu nahi to main nahi hu jaan le hamdam

jindagi mein jaise na koi sur ho na sargam

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

tujhpe nigahe hai tu muskurati rahe

ha tujhpe nigahe hai tu muskurati rahe

masti baharo ki tere naaj uthati rahe

naaj uthati rahe

mere liye jaanam tu khwab koi bun 

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

tu nahi to main nahi hu jaan le hamdam

jindagi mein jaise na koi sur ho na sargam

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

tujhse lagaya dil jane na jane ye tu

tujhse lagaya dil jane na jane ye tu

maine gawaya dil maane na maane ye tu

ha maane na ye tu

waise hasin laakho maine tujhko liya chun

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

tu nahi to main nahi hu jaan le hamdam

jindagi mein jaise na koi sur ho na sargam

sun hasina sun mere pyar ki ye dhun

Explore this song