Roman script

sun ae zamane

sun ae zamane, teri dua se

saath humara chhut gaya 

sun ae zamane teri dua se 

saath humara chhut gaya 

baj na saka ye ek dafa bhi 

saaz wafa ka tut gaya 

baj na saka ye ek dafa bhi 

saaz wafa ka tut gaya 

sun ae zamane teri dua se 

saath humara chhut gaya 

hay saath humara chhut gaya 

kitne jatan se saath mila tha 

kitne jatan se saath mila tha 

kanto me ye phool khila tha 

kitne jatan se saath mila tha 

kanto me ye phool khila tha 

maati ki ho gagar jaise 

maati ki ho gagar jaise 

aise nasheeba foot gaya 

hay aise nasheeba foot gaya 

sun ae zamane teri dua se 

saath humara chhut gaya 

hay saath humara chhut gaya 

dhoop me saya kisne paya 

dhoop me saya kisne paya 

humko mila tha dhoop me saya 

dhoop me saya kisne paya 

humko mila tha dhoop me saya 

ek lutera aaya kahi se 

ek lutera aaya kahi se 

saye ko hi loot gaya 

hay saye ko hi loot gaya 

sun ae zamane teri dua se 

saath humara chhut gaya 

hay saath humara chhut gaya 

teri nazar me dil hai khilauna 

teri nazar me dil hai khilauna 

jhuntha hai har khwab salauna 

teri nazar me dil hai khilauna 

jhuntha hai har khwab salauna 

humne tera kuch na bigada 

humne tera kuch na bigada 

kyun humse tu ruth gaya 

hay kyun humse tu ruth gaya 

sun ae zamane teri dua se 

saath humara chhut gaya 

baj na saka ye ek dafa bhi 

saaz wafa ka tut gaya 

hay saath humara chhut gaya 

hay saaz wafa ka tut gaya 

hay saath humara chhut gaya

Explore this song