Roman script

ali ka naam lena

aajam woh is mein aajam hai

ke jis kisi ne pukaara

usi ke kaam aaya

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali

sufiye ba safa manam, dam hama dam ali ali ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

chinta unho ko koi naa manva udaas hai

chinta unho ko koi naa manva udaas hai

jag mein jinho ko krishna jag mein jinho ko krishna

kanhaiya ki aas hai dam hama dam ali ali

dam hama dam ali ali sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam

matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka

daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka

daaman na chhutne paaye paaye

dono jahaan usko mile jisko woh mila

hain martaba buland ali ke asir ka

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

jamna kinaare gopiya, radha ke saath hai khadi

kanha ka intazaar hai, rastan me bheed hai badi

dekhan ko ik zara chhabi, meri araz suno zara

meri araz suno zara, chhedo kaan baasuri

chhedo kaan baasuri, dam hama dam ali ali

dam hama dam ali ali, sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali

ali ali ali ali ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam, dum ali dum ali dum ali

dum ali dum ali dum ali, dum ali dum ali dum ali

dum ali dum ali dum ali, sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

sufiye ba safa manam

Explore this song