Roman script

love ke liye, love ke liye

love ke liye

love ke liye sala kuch bhi karega

kuch bhi karega

sala kuch bhi karega

kuch bhi karega

sala kuch bhi karega

sala kuch bhi karega

karega sala bharega

bharega sala marega

karega sala bharega

bharega sala marega

karega bharega marega marega

love ke liye re kuch bhi karega

masjid ko jate jate mai ruk gaya

kadmo ko chumne ke liye main jhuk gaya

kuch bhi karega sala kuch bhi karega

kuch bhi karega sala kuch bhi karega

na roze namaz na haz ko jau

na roze namaz na haz ko jau

panch waqt us gali mai salam kar aaun

aahe bharega sala, jo hua sahega sala

uff nahi karega sala, karega bharega sala

baap se ladega sala, ghar chhod dega sala

baap se ladega sala, ghar chhod dega sala

dil me rahega sala 

kuch bhi karega sala, kuch bhi karega 

kuch bhi karega sala, kuch bhi karega

kisne pukara kafir ye kaisa adab hai

kisne pukara kafir ye kaisa adab hai

puchlo khuda se love bhi ek majhab hai

love bhi ek majhab hai

love bhi ek majhab hai

love ke liye, love ke liye

karega kuch bhi sala

karega kuch bhi sala

karega kuch bhi sala

karega kuch bhi sala

love ke liye, love ke liye

karega kuch bhi sala

Explore this song