Roman script

subh din aaya bahar ka ke laga mela ye pyar ka

machi dhum sare nagar subh din aaya bahar ka

machi dhum sare nagar 

mili sabko manjil ke ujali hai mahfil

janab khushi ka diya taro ki aanhko ka tara tu

chanda ke darpan se pyara tu

tujhse hai roshan dharti ka daman

dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu

jo mujhse dur tha mere karib hai

duniya me apna apna nasib hai

jo mujhse dur tha mere karib hai

duniya me apna apna nasib hai

man ke hindole me jisko jhulau

raja kanhaiya mera taro ki aanhko ka tara tu

chanda ke darpan se pyara tu

tujhse hai roshan dharti ka daman

dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu

Explore this song