Roman script

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

pyar me tere pagal ne ha 

pyar me tere pagal ne har ghadi har pal yaad kiya

maine kabhi ye socha na tha pyar me aisa bhi hota hai

main hun kahin meri jaan kahin dil hansta kabhi rota hai 

sang tumhare bite mere kal dil ne tujhko yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

chalne lage jab thandi hawa tham ke dil reh jaun main

apna milan ho jaldi hath dua me uthau main 

mehki baharo me udte anchal me tujhko yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

pyar me tere pagal ne ha 

pyar me tere pagal ne har ghadi har pal yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

Explore this song