Roman script

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

nadi ke tat par naha ke suraj

sunehre kapde badal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

nadi ke tat par naha ke suraj

sunehre kapde badal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

azaan masjid se aa rahi hai

to shankh mandir mein baj raha hai

ho vaju bhi karta hai koi baitha

tilak se matha bhi saj raha hai

nayi ummido ka ek dipak

sabhi ki aankhon mein jal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

kali jhatakti hai haule haule

ke jaise dulhan naqaab khole

ho hawa bhi kuch gun gunah

tarane mausam ke gaa rahi hai

leeye umange nayi tarange

ye sara aalam machal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai

nadi ke tat par naha ke suraj

sunehre kapde badal raha hai

subah hui din nikal raha hai

subah hui din nikal raha hai.

Explore this song