Roman script

subah or shaam kam hi kaam, subah or sham kaam hi kaam

subah or shaam kaam hi kaam kyun nahi lete piya pyar ka naam

kaam se jisko mile na chhuti

kaam se jisko mile na chhuti aise sajna se meri kuti kuti kuti

subah or shaam kaam hi kaam kyun nahi lete piya pyar ka naam

aaj na jane dil ki dhadkan raaz kyun dil ka khole

raaz kyun dil ka khole

main to janu wo na jane ye tadpan kya bole

ye tadpan kya bole

padh na sake jo man ki chithi

padh na sake jo man ki chithi aise sajna se meri kuti kuti kuti

subah or sham kaam hi kaam kyun nahi lete piya pyar ka naam

pyar ke wade kal jo kiye the aaj hai kya majburi

aaj hai kya majburi

seh na sakun main paas me rahke apne piya se doori

apne piya se doori, jisko agan me main jal uthi

jisko agan me main jal uthi

aise sajna se meri kuti kuti kuti

subah or shaam kaam hi kaam kyun nahi lete piya pyar ka naam

kaam se jisko mile na chhuti 

kaam se jisko mile na chhuti aise sajna se meri kuti kuti kuti

subah or shaam kaam hi kaam kyun nahi lete piya pyar ka naam

Explore this song