Roman script

matalbi ho ja zara matlabi

duniya ki sunta hai kyu khud ki bhi sun le kabhi

matalbi ho ja zara matlabi

duniya ki sunta hai kyu khud ki bhi sun le kabhi

kuch baat galat bhi ho jaye, kuch der ye dil bhi kho jaye

befikar dhadkane is tarah se chale shor gunje yaha se waha

suraj duba hai yaaro do ghut nashe ke maaro

raste bhula do saare gharbaar ke

suraj duba hain yaaro do ghut nashe ke maaro

gam tum bhula do saare sansaar ke

ask me for anything i can give you everything

raste bhula do saare gharbaar ke 

ask me for anything i can give you everything

gam tum bhula do saare sansaar ke

ata pata rahe na kisika hame ye hi kahe ye pal zindagi ka hame

ata pata rahe na kisika ye hi kahe ye pal zindagi ka

ke khudgarz si khwahish liye be saans bhi hum tum jiye

hai gulaabi gulaabi samaa

suraj duba hai yaaro do ghut nashe ke maaro

raste bhula do saare gharbaar ke

suraj duba hai yaaro do ghut nashe ke maaro

gam tum bhula do saare sansaar ke

matalbi ho ja zara matlabi

duniya ki sunta hai kyu khud ki bhi sun le kabhi

chale nahi ude aasmaa pe abhi abhi abhi 

pata na ho hai jaana kahaa pe abhi

chale nahi ude aasmaa pe pata na ho hai jaana kahaa pe

ki be manzile ho sab raaste duniya se ho zara faasle

kuch khud se bhi ho dooriya

suraj duba hai yaaro do ghut nashe ke maaro

raste bhula do saare gharbaar ke

suraj duba hai yaaro do ghut nashe ke maaro

gam tum bhula do saare sansaar ke

ask me for anything i can give you everything

ask me for anything i can give you everything

Explore this song