Roman script

maahive maahive maahive - 2

main bhi yahaan tu bhi yahaan 

kya raat hai tauba 

kya jashn hai 

kya josh hai

kya baat hai tauba 

maahive maahive maahive maahive - 3

maahive - 2

soniye soniye soniye - 2

main bhi yahaan tu bhi yahaan

kya raat hai rabba

kya jashn hai 

kya josh hai

kya baat hai rabba

soniye soniye soniye soniye - 3

ni soniye

jaadugar tune mujhpe kya jaadu kiya

maine pehli nazar mein tujhko dil apna diya

tu saamne mere jaana jab aati hai

ek anjaani bechaini de jaati hai

kutch aur na mujhe chahiye tu saath hai rabba

kya jashn hai 

kya josh hai

kya baat hai rabba

soniye soniye soniye soniye - 3

tere pehlu mein jeena hai ab marna hai

mujhe pyar pyar bas tujhse ab karna hai

mere khwaabon ka ghar hain teri aankhon mein

meri saansen rehti hain teri in saanso mein

mere husn ki tere ishq ki barsaat hai tauba

kya jashn hai 

kya josh hai

kya baat hai tauba 

maahive maahive maahive maahive - 3

soniye soniye soniye

oh maahive maahive maahive

main bhi yahaan tu bhi yahaan

kya raat hai rabba

kya jashn hai 

kya josh hai

kya baat hai tauba

(soniye soniye soniye soniye 

maahive maahive maahive maahive) - 2

soniye soniye soniye soniye 

maahive 

ni soniye

Explore this song