Roman script

soniye, ha ji soniye jo mai tujhko chori se

bandh lu preet ki dori

to fir tu kya karegi

main aji ha, mai to chor chor karungi

bada shor shor karungi

soniya soniya

jo is preet ki dori se

nikal jau mai chori se

to phir tu kya kahega

chor pe mor mor kahunga

ho bada shor shor karunga

in ankhiyo ka jal bichake

dal ke pyar ka dana

ek din bas me kar hi lunga

tujhko mai diwana

sun ri maina pyari

mai hu challedar shikari

ab mujhse bachna hai bhari

meri erne ho erne

goriye baki choriye

jo tu jal me phas jaye

aur phir ye jal kas jaye

to phir tu kya karegi

main aji ha, najar ke war war karungi

jigar ke par par karungi

roop ki chanchal maina hu mai

hath na tere aau

far far karti pas se tere

ye jau wo jau

chug kar tere pyar ka dana

mujhko fur se hai ud jana

tujhko dur se hai tarsana

mere bairiya mere bairiya

bolna kuch to bolna

jo mai aisa kar jau

aur kisi pe mar jau

to phir tu kya karega

main aji ha, duja pyar pyar karunga

duja yar yar karunga

Explore this song