Roman script

sone ki lanka maruti ne 

aaj li dhun than 

ravan ke papo ki nagari 

jalti hain bankar shamshan 

sita maa ka darshan pakar 

seva me aaya hanuman 

seva me aaya hanuman 

ram ram ram ram 

he raghunandan aaj siya ke 

sankat me hain pran 

ye chhudamani dekh na aaye 

nahi rahenge pran 

naam tumhara amar rahega 

ye mera vardan

ye mera vardan

he karuna kar aaj daya kar 

mujhe abhay de do bhagwan

he karuna kar aaj daya kar 

mujhe abhay de do bhagwan

mere jivan ki naiya ko 

aaj tumhe khena bhagwan 

abhay de do bhagwan 

pyare guhte panch huye ham 

ganga tat charo bhai 

thaka band sugriv dekh kar 

apni aankhe musukai 

thaka band sugriv dekh kar 

apani aankhe musukai

aaj satawe bhai bankar 

mile bhivishan bole ram 

unke bhakt ne kiya prnam 

unke bhakt ne kiya prnam 

sagar teere banar sena 

milkar setu banati hain 

sena setu banati hain

sagar teere banar sena 

milkar setu banati hain 

sena setu banati hain  

sita mata ki raksha ko 

banar sena jati hain 

banar sena jati hain 

sita mata ki rachh ko 

banar sena jati hain 

banar sena jati hain 

aage badhti jati hain 

aage badhti jati hain 

aage badhti jati hain

Explore this song