Roman script

sone chandi me tulta ho

jaha dilo ka pyar

aansoo bhi bekar waha par

aahen bhi bekar

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

lekar dil ka ek tara

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

lekar dil ka ek tara

duniya ke bazar me aakhir 

chahat bhi vyapar bani

duniya ke bazar me aakhir 

chahat bhi vyapar bani

tere dil se unke dil tak

chandi ki divar bani

chandi ki divar bani

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

lekar dil ka ek tara

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

lekar dil ka ek tara

ham jaiso ke bhag me 

likha chahat ka vardan nahi

ham jaiso ke bhag me 

likha chahat ka vardan nahi

jisne hamko janam diya 

vo patthar hai bhagvan nahi

vo patthar hai bhagvan nahi

vo patthar hai bhagvan nahi

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

leke dil ka ik tara

basti basti parvat parvat gata jaaye banjara

leke dil ka ik tara

Explore this song