Roman script

sona na sitaro ka hai kahna khwabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil  jagte rahna sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna aayenge sajan tere aye dil  
jagte rahna thodi si bas aur hai rain zudai ki  
thodi si bas aur hai rain zudai ki  
jabhi to chandaniya pakne lagi  kuch muskai si 
yuhi to halke halke tapte huye khushi se har gam sahna
sona na sitaro ka hai kahna khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil  jagte rahna  
mai to unki dur se aahat sunti hu mai to unki dur se aahat sunti hu 
jabhi to mahakti lat me kaliya chunti hu  
jabhi to chham chham chham chalti hu 
mai milan ak pehan gehana o ho sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna 
aayenge sajan tere aye dil  jagte rahna  
hoga kab tak samna puchhna ye humse 
hoga kab tak samna puchh na ye humse 
ban gaye chilman gehari ghata chahe bijli chamke
kisi ki khilti milti chitvan ke khayalo me magan rahna
o ho  sona na sitaro ka hai kahna
khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil  jagte rahna
sona na sitaro ka hai kahna khawabo ke andhere me na rahna
aayenge sajan tere aye dil  jagte rahna

Song details

Song video

Watch on YouTube