Roman script

sochti hoon aasama ka rang mein badal doon

zindagi ke raaston pe yu hi mein bhi chal doon 

hawao pe likha tha jo wo naam pad liya

kiya hai to kyun na kahoon haan pyaar kar liya

haan yakeen zindagi badal jayegi

hansi roshani roshani gun-gunayegi

sochti hoon aasama ka rang mein badal doon

makh male khawab hai jo jhuke the kahin

palko taale santare si hawa. pyar ki hai jo mujhse kahein

makh male khawab hai jo jhuke the kahin

palko taale santare si hawa. pyar ki hai jo mujhse kahein

har adhoori dua asar layegi

har hansi roshani roshini gun-gunayegi

sochti hoon aasama ka rang mein badal doon

ajnabee mood pe jud gayi hai kai rahein meri

le chale hai mujhe manzilon ki taraf yeh zindagi

ajnabee mood pe jud gayi hai kai rahein meri

le chale hai mujhe manzilon ki taraf yeh zindagi

laut kar har khushi yahi aayegi

hansi roshani roshini gun-gunayegi

sochti hoon aasama ka rang mein badal doon

zindagi ke raaston pe yu hi mei bhi chal doon

Explore this song