Roman script

soch samajh kar kheliyo lala

tum aankho ka khel

are baat baat me ho jata hai 

yaha dilo ka mel

bada majedar aaye haye

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka 

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka 

ye mat puchho ke kaisa waar hota

pahli najar ka 

mat puchho mat puchho mat puchho 

ae ji mat puchho ke kaisa waar hota

pahli najar ka 

waar hota pahli najar ka 

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka 

jab kisi ki natkhat ankhiya

jab kisi ki natkhat ankhiya

jagati hai peer tak tak 

haye jagati hai peer tak tak 

bade bade dilwalo ka 

bade bade dilwalo ka bhi

jiya karne lagta dhak dhak

haye jiya karne lagta dhak dhak

ae ji ae ji babu ji bilkul bijli ka

babu ji bilkul bijli ka

chamtkar hota pahli najar ka 

waar hota pahli najar ka 

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka 

kisi ka dil lutne ko

koi jage sari sari ratiya

koi kare mithi mithi batiya

koi fenke pyari pyari pappiya

pyari pyari pappiya, mithi mithi batiya

sari sari ratiya

ho lekin sawan

mil jata hai dil yu jhatpat

mil jata hai dil ko pyaar

babu pahli najar ka

pyar babu pahli najar ka

bada majedar hota, bada majedar hota

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka 

bada majedar hota pyar babu

pahli najar ka

Explore this song