Roman script

tainu itna main pyar kara

ek pal vich sau baar kara

tu jave je mainu chhad ke

maut da intzaar kara

ke tere liye duniya chhod di hai

tujhpe hi saans aake ruke

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

ke tere liye duniya chhod di hai

tujhpe hi saans aake ruke

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

kuch bhi nahi hai ye jahan

tu hai to hai isme zindagi

kuch bhi nahi hai ye jahan

tu hai to hai isme zindagi

ab mujhko jana hai kahan

ke tu hi safar hai aakhiri

ke tere bina jeena mumkin nahi

na dena kabhi mujhko tu faasley

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

tere liye duniya chhod di hai

tujhpe hi saans aake ruke

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

aankho ki hai ye khwahishe

ki chehre se tere na hate

neendo mein meri bas tere

khwabo ne li hai karwate

ki teri or mujhko leke chale

ye duniya bhar ke sab raaste

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

tere liye duniya chhod di hai

tujhpe hi saans aake ruke

main tujhko kitna chahta hu

ye tu kabhi soch na sake

Explore this song