Roman script
soch liya maine ai mere dilbar soch liya maine ai mere dilbar hai yah wada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi soch liya maine ai mere dilbar hai yah wada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi soch liya maine ai mere dilbar dil nahi hai tu dilruba hai tu, mere khyalo ki apsara hai tu naazani hai tu mehjabi hai tu, dil jise chaahe vo hasi hai tu mehbub mere dil ki kasam mujhe aah bharna nahi soch liya maine ai mere dilbar hai yah irada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi soch liya maine ai mere dilbar tu hai dhadkan meri tu hai sanso me tera hi jalva jo meri aankho me pyar aana tha pyar aaya hai, kya naam mere dil pe chhaaya hai tujhko hai lutaani jaan apni, kisi aur pe marna nahi soch liya maine ai mere dilbar hai yah irada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi soch liya maine ai mere dilbar mai tujhe dekhu dekhti jaau, haal ab kya hai kaise samajhaau puchh na sakhi kya kiya maine, dil tera leke dil diya maine kuchh bhi ho sanam anjaam-e-vafa ab mujhko darna nahi soch liya maine ai mere dilbar hai yah irada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi soch liya maine ai mere dilbar hai yah irada kiya maine ai jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyar karna nahi pyar karna nahi, pyar karna nahi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Vinod Rathod
- Film / album: Zamaana Deewana (1995)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Jeetendra
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Tinu Anand
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Kiran Juneja
- Actor: Neelima Azim
- Actor: Beena
- Actor: Aasif Sheikh
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Sudhir
Song video
singer: Alka Yagnik, Vinod Rathod
actor: Jeetendra, Shahrukh Khan, Raveena Tandon, Shatrughan Sinha, Anupam Kher, Kiran Juneja