Roman script

hona tha jo hua

ae dil jaane bhi de

hmm mm, shikwa kis baat ka

ae dil jaane bhi de

yaadon ke chaar lamhein

hai toh sahi

reh jaaye jo adhoora

hai ishq wahi

soch liya tu khwaab tha mera

toot gaya jo aaya sawera

soch liya hai bin tere jeena

soch liya jo socha kabhi na

soch liya tu khwaab tha mera

toot gaya jo aaya sawera

soch liya hai bin tere jeena

soch liya toh… soch liya

oo oo oo ho oo oo

oo oo oo ho oo oo

oo oo oo ho oo oo

ab iss dil mein mere

hogi dhadak thodi kam

aankhon mein aaj se

hogi chamak thodi kam

tere bina jo saans loon

woh saans hogi sitam

phir bhi tujhko aawaz doonga

main na kabhi

soch liya tu khwaab tha mera

toot gaya jo aaya sawera

soch liya hai bin tere jeena

soch liya jo socha kabhi na

soch liya tu khwaab tha mera

toot gaya jo aaya sawera

soch liya hai bin tere jeena

soch liya toh soch liya

mujhe kheenchti jaaye

teri yaadon ki ye dor

magar mud ke dekhunga

na kabhi main teri ore

to kya betahasha

dil pukaare naam tera

sun’na hi nahi hai

dhadkano ka mujhko ye shor

soch liya tu khwaab tha mera

toot gaya jo aaya sawera

soch liya hai bin tere jeena

soch liya toh soch liya

Explore this song