Roman script

so gaye hain, kho gaye hain dil ke afasaane

koi to aata phir se kabhi inko jagaane

jindagi hain phir naye ek mod par 

jaye ab chahe jaha ye rehgujar 

meri manjil to hain mera humsafar

so gaye hain, kho gaye hain dil ke afasaane

so gaye hain, kho gaye hain dil ke afasaane

Explore this song