Roman script

sitare dubne lage haye siskiya lekar 

chirag bujhne lage haye hichkiya lekar

koyal kahak ke mast kare jab alap se

dil ke balwale dub jayenge table ki thap

shame furkat ka shame furkar ka 

dhal gaya saya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

aane wala sajan nahi aaya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

aane wala sajan nahi aaya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

meri ada sabse juda log hue mujhpe fida

dur na baitho dekhne walo

paas to aao dil se lagalo

aaj hai mauka arman mitalo apna aashiq

apna aashiq tumhi ko banaya re

apna aashiq tumhi ko banaya re

aane wala sajan nahi aaya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

nam mera charo taraf

shor mera charo taraf

jisne bhi dekha mera najara

har koi bola mara re mara

jaan se pyara mera ishara adesh 

apni chutki pe

apni chutki pe sabko nachaya re

apni chutki pe sabko nachaya re

aane wala sajan nahi aaya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

shame furkat ka dhal gaya saya re

Explore this song