Roman script

tere khyalo mein ab

har din dhal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

tere khyalo mein ab

har din dhal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

pichli february hum to the ajnabi

kuch to hogi wajah mile jo hum saahi

lumbi si saans bhar kar ke

ankhe kuch mund kar ke

sochta hoon

tumse puch loon ya nahi kya

teri palkon mein bhi

wo sapna pal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

shayar ik mere sehar ka

yun shagfe chodta hain

ishq ka nagmon ke tuk bhi

ba mashkat jodta hain

shayar ik mere sehar ka

yun shagfe chodta hain

ishq ka nagmon ke tuk bhi

ba mashkat jodta hain

yanha to khud ba khud hi

dekho kafiya kaise mil riya hain

hye ta ra ra ra ra ri ra

pa pa pa pa ri pa

single chal riya hain

maulwaa ke aasmaan pe

kisne ki phulkiryan ye

de gaya koi choom kar ke jaise

umar bhar ki khumariyan ye

maulwaa ke aasmaan pe

kisne ki phulkiryan ye

de gaya koi choom kar ke jaise

umar bhar ki khumariyan ye

ab har taraf hwaa ka mano

seb fal riya hain

tere khyalon me ab

har din dhal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

pichli february hum to the ajnabi

kuch to hogi wajah mile jo hum saahi

lumbi si saans bhar kar ke

ankhe kuch mund kar ke sochta hoon

sochta hoon

tumse puch loon main abhi  kya

tu hai ab bhi akeli

humko khal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

tere khyalon me ab

har din dhal riya hain

aaj kal dil mera waise

single chal riya hain

single chal riya hain

single chal riya hain

na na na nana

single chal riya hain

dil mera dil mera

single chal riya hain.

Explore this song