Roman script

sine me dil tadap kar

fariyaad kar raha hai

ek bewafa ke waado ko

yaad kar raha hai

bechain hain umange armaan ro rahe hain

bechain hain umange armaan ro rahe hain

dil ki tabaahiyon ke 

saamaan kho rahe hain

dil ki tabaahiyon ke 

saamaan kho rahe hain

aabaad karne waala

barbaad kar raha hai

aabad karne waala

barbaad kar raha hai

sine me dil tadap kar

fariyaad kar raha hai

ek bewafa ke waado ko

yaad kar raha hai

apna bana ke gam ko

gairo se kaun basa le

apna bana ke gam ko

gairo se kaun basa le

saiyad ne niraali 

tarze sitam nikaali

saiyad ne niraali 

tarze sitam nikaali

par kaat kar humare

aazaad kar raha hai

par kaat kar humare

aazad kar raha hai

sine me dil tadap kar

fariyaad kar raha hai

ek bewafa ke waado ko

yaad kar raha hai

Explore this song