Roman script

gaa meri maina gaa gaa meri maina gaa 

main mil aayi hu apne balam se

tu bhi na sharma tu bhi na sharma

wo baitha tera rasiya bulaye 

wo baitha tera rasiya bulaye 

ja ri ja mil aa ja ri ja mil aa

ja ri ja mil aa ja ri ja mil aa

gaa meri maina gaa gaa meri maina gaa 

komal kaliyo tum bin phulo

komal kaliyo tum bin phulo

aaj gale mil mil jhulo

aaj gale mil mil jhulo

o bhanware o lobhi bhanware

o bhanware o lobhi bhanware

kali kali par ghumne wale

kali kali par ghumne wale

kaliyo ka munh chumne wale

kaliyo ka munh chumne wale

kaliyo ka ras chus le pagle

dil ki lagi bujha

kaliyo ka ras chus le pagle

dil ki lagi bujha

gaa meri maina gaa gaa meri maina gaa 

dekho tham tham ke haye

dekho tham tham ke daaman

puchho na tum raaj ki bate

dekho tham tham ke daaman

puchho na tum raaj ki bate

more saajan maan gaye

more saajan maan gaye

ab naa kategi ro ro rate

ab naa kategi ro ro rate

aaj mera man naach raha hai

aaj mera man naach raha hai

man ka mit mila

man ka mit mila

gaa meri maina gaa gaa meri maina gaa

Explore this song