Roman script

silsila e mohbbat 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
panghat paniya bharan aaye panihariya 
panghat paniya bharan aaye panihariya 
jhanjhar gakar pyariya pyariya 
jhanjhar gakar pyariya pyariya 
bheega aanchal, bheega aanchal 
sarakta sambhalta rahe 
sambhalta rahe 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
dilruba ko mohbbat bhara dil mile 
dilbaru ko mobbat ki manzil mile 
dilruba ko mohbbat bhara dil mile 
dilbaru ko mobbat ki manzil mile 
yu hi har dil, yu hi har dil 
armaa nikalta rahe 
nikalta rahe 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
sabke aangan me aaye nai roshani 
sabke aangan me aaye nai roshani 
ik nai subha laye nai zindgi 
ik nai subha laye nai zindgi 
mausam me gul
mausam me gul 
khile baag falta rahe
phalta rahe 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
waqt ke sath chalkar tarkki kare 
ye adaa aur aada kayam rahe
waqt ke sath chalkar tarkki kare 
ye adaa aur aada kayam rahe 
ye zamana, ye zamana 
bhale hi badalta rahe 
badalta rahe  
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
yu hi har id par itr menhdi 
jagmag diwali holi rango range 
yu hi har id par itr menhdi 
jagmag diwali holi rango range 
range ulfat, range ulfat 
ujaalo me dhalta rahe 
dhalta rahe 
silsila e mohbbat 
chalta rahe, chalta rahe 
silsila e mohbbat 
silsila e mohbbat 
silsila e mohbbat

Song details

Song video

Watch on YouTube